ANDRA PRADESH
Angikula kshatriya, Bestha, besthar, Gangaputra, Gangavar, Goondla, Jalari, Koracha, Nayyala, Pattapa, Pali, Vadavalija, Vaddi, Jalkshatriya, Vanyekula Kshatriya(Yannekapu,Vanne Reddi,Palli Kapau,Palli Reddi )
ASSAM
Bhoi, Mallah, Jhalo Malo,Jhalo, Malo, Malakar,Namsudra, Kaibarta, Patni, Kotal
BIHAR
Bind,Dhimar Dheemar Dhivar Dhewar, Godia, Gond, Gariya, Guria, Raj Gond, Kewat Keot, Kharwar Khairwar Kherwar, Khagi, Kaibarta, Kahar, Manhji, ManjhiMajhwar, Nishad, Tiyar, Tyar, Tiar, Mallah
DELHI
Dhimar, Dheemar,Dhinwar, Dhewar, Kewat, Keot, Nishad, Godia, Gond Gariya, Guriya, Raj Gond, Kahar, Jhimar, Jhinwar, Jhiwar,Jhir,Jheer, Mallah, Turah, Turaha,Tureha,Turaiha
GOA
Nayaka,
GUJRAT
Bhoi, Dhinwar BhoiGadhar Bhoi KhadiBhoi,Khase Bhoi, Zinga Bhoi Pardeshi Bhoi, Raj Bhoi, Dhiwar, DheemarDhimar, Dhivar,Dhevra,Gond, Raj Gond,Koli, Mahadev Koli, Malhar Koli, Donger Koli, Kolcha, Kolga, Tokre Koli, Kirat,Keer, Kewat, Kevat, Kahar, Dhuria Kahar Gondia Kahar,Khairwar, Mallah, Malhar,Machhendra, Machhawa, Nishad, Tindel, Palewar
HARYANA
Dhimar, Jhimar, KaharDheemar Jhinwar, MallahDhivar Jhiwar, JhirDhewar Jheer
HIMACHAL PRADESH

JAMMU AND KASHMIR

KARELA
Dhevara (Arya, Vala, Mukkuva, Mukaya, Bhoi,Mulaya, AravathiMale Araya), Meenugara Manigara, Mogera
KARNATAKA
Ambiga, Mukkuvena,Bestha, Besthar Mukkuvare,Bunde Besthar Mukayar, Bharika, Barikar, Marakula, Bhoyi,bhovi,Bovi, Mogera, Bheesmakula, Melanta, Gangaputra, Meddera, Gangakula, Machida,, Gange Makkalu Machimar, Gaurimatha Machala, Gangarassur Machava, Goni Kara, Gond, Raj Gond, Mudiraja, Gangamathu, Nayka, Harikanthra Naykara, Jalagera Nayaka, Kabber, Kabbera, Neeraganti, Korach, Nalekera, Koli, Parivara,Parevar, Kahr, Sunagara, Kabbaliga, Sephaliga, Kharvi, Soothkula, Meenugara, Manigara, Thoreya, Mogaveera, Vanyekula Kshatriya
(vannekapu, Vannereddi,Palli Reddi ), Siviyar, Siviar
MADHYA PRADESH
Dhimar, Dheemar, Dhivar, Dhewar, Dewar,Bhoi (Jhinga),Godia, Gond,Gariya, Guria, Raj Gond,Kewat, Kevat, Kharwar, Khairwar Kherwar,Keer,Kahar, Mallah, Manhji, Majhi, Majhwar, Nishad, Raikwar, Turha, Turah, Turaha, Tureha,Turaiha, Tiyar, Tyar, Tiar
MAHARASTRA
Bhoi, Dhinwar Bhoi Gadhar Bhoi KhadiBhoi, Khase Bhoi, Zinga Bhoi, Pardeshi Bhoi, Raj Bhoi., Dhiwar, Dheemar,Dhimar, Dhivar, Daivar,Koli Dhor, Mahadev Koli, Malhar Koli, Donger Koli, Koleha Kolcha, Kolga, Tokre Koli, Kahar, Dhuria Kahar,Godia Kahar,GondKahar,Kirat, Keer, Kewat, Kevat,Kharwar, Khairwar ,Machhendra, Machhawa,Manzi, Gond, Raj Gond, ., Tindel, Palewar, Manzi, Malhar,Nishad
MANIPUR
Namsudra, Patni
MAGHALAYA
Jhalo- Malo, Jhalo, Malo, Kaibartta, Jaliya, Namsudra, Patni, Bhoi
MISORAM

ORISSA
Dewar, Dhewar, Dhivar, Bhoi. Bhovi, Gond, Gondo, Jalia, Jaliya, Jhalo- Malo, Mala, Zala, Kaibartta, Kaibarta Jalia,Keuta, Kewata, Keute, Kevt, Namdas, Namsudra,Kharwar, Khairwar Khirwar, Tiyar, Tiar, Tior, Koli, Malhar.PUNJAB, Dhewar, Jhimar Jhinwar, Jhiwar, Jhir, Jheer, Kahar, Mallah
RAJSTHAN
Dhimar, Dheemar, Dhivar, Bhoi,Gond, Godia, Gariya, Guria, Raj Gond, Kahar, Kewat, Keot, Jhimar Jhinwar, Jhiwar, Jhir, Jheer, Keer, . Mallah,Manhji, Majhi, Majhwar, Riakwar,Koli,Dhor, Tokre Koli,Kolcha, Kolgha,
TRIPURA
Jalkaibatta, Kahar,Keot,Namsudra,Patni
TAMILNADU
Bostha,Bosthar,Narikanthra, Kharvi,Kebber,Kabbera, Meenugara, Manigara, Mukkavar Mukkuvar Mukayar,Parivara, Paravar, Meanevar ( Partharaja, Kulam,Pattanavar, Sembadavar),Siviyar, Siviar
UTTAR PRADESH
Dhimar, Dheemar, Dhinwar, Dhewar, Kharwar, Khairwar Khirwar, Godia,Gond, Gariya, Guria, Raj Gond, Mallah, Bind, Manhji, Majhi, Majhwar, Jhimar Jhinwar,Jhir, Jheer Jhiwar, Nishad,Kahar, Riakwar,Kewat, Keot, Turah, Turaha,Tureha,Turaiha
WEST BENGALBind, Baidi, Chaia, Chain, Berchain,Duley, Dewar, Dhewar, Dhiver, Gond, Gondo, Gurrhi, Gonti, Jhalo- Malo, Malo, Kaibarta, Jaliya Kaibarta, Kotal, Keuta, Keweta, Keuta, Kevt, Kewet, Keyot, Keot, Kadma, KolaKharwar,Khirwar, Khairwar, Mallah, Meta, Namdas, Namsudra, Patni, Tiyar, Tiar, Tior, Sardia.

{when will be well establish dhimar community in society in india?}
ReplyDelete{Hey aakash kya dhimar evam isse sambandhit jatiyo ke log aapka ansh nahi hain yadi hain to samajik,rajnetik evam arthik roop se pichhde hue kyo hain kripaya karan bataiye.}
ReplyDelete{Hey anant sarvavayapak aakash kya dhimar caste ka koi vyakti bhavishaya me sanyukta rashtra sangh ka mahasachiv ban sakta hain?}
ReplyDeleteSAFAL VYAKTI KI PARIBHASHA
ReplyDeleteGita me yogiraj sri krashan ji ne saankhaya[sanyas] yoga ki apeksha karma yoga ko shreshtha bataya hain . karmayoga ka matlab grahastha ke sabhi avashyaka karya karte huye ishwar ka dhyan karna.
Grahstha ke karttavya karma jaise
♦Shareer ko swastha rakhne ke liye kishor avastha se hi vibhinna prakar ke vyayam jaise aasan, pranayama, walking, jogging, jim ityadi me se koi bhi niyamit roop se karna.
♦Achchhe charitra evam dherya ka hona.
[achchhe charitra ka matlab yaha nahi hain ki hum bilkul hi logon ki taraf dekhna band kar de bas dekhne ka tarika sahi hona chahiye aakhir ye duniya dekhne ke liye hi to bani hain haan apni istri ke alava kisi Anaya ke sath sharirik sambandh banana maha paap hain vaise achchhe charitra ka matlab jeevan ke lagbhag har karya ko imandari ke sath karna hain .
♦Grahstha chalane ke liye rojgar ke prayapt sadhan ko prapt karna.
[apni ruchi ke anusar koi bhi kaam bas avedh nahi hona chahiye]
♦Saste evam achchhe[cheap & best] kapde pahanne ka tarika hona yaha achchhe kapdo se matlab insaan padha likha lagna chahiye.
[Aisi baat nahi hain ki achchhe kapde pahanker hi jeevan jiya ja sakta hain insaan kaise bhi kapde pahane bas sareer Dhaka hua hona chahiye lakin is adhunik yuga main jab hum achchhe kapde pahanker samaj ke padhe likhe logo me bethte hain to hum khud achchha mahasoos karte hain].
♦Samaj ke sabhi avashayak karya jaise shadi, vivah,utsav ityadi subh karya evam antim sanskar me yadi sambhav ho to parivar ke logo sahit hissa lena.
♦Kabhi-kabhi kisi jaruratmand ki nishkam bhav se madad karna.
Ye sabhi grahstha ke karya hain. Jo vyakti uprokt sabhi karyo ko achchhe tarike se karta hain vaha safal vyakti hota hain.
۞ JATI KE DHARMA KA PALAN KARNA۞
ReplyDeleteDharma ka matlab hindu muslim sikh isai hi nahi hain apitu ek manushay ke jitne bhi karttavya hain unka palan karna dharma hain.
Jaise ek manushay kisi ka pita hain to usko pita dharma ka palan karna chahiye ek manushay kisi ka bhai hain to usko bhai dharma ka palan karna chahiye.
Ek manushay kisi ka padosi hain to usko padosi dharma ka palan karna chahiye kabhi-2 apni yogyata ke anusaar padosiyo ki niswarth bhav se madad bhi karni chahiye chahe padosi kisi bhi jati dharma ke ho.
Theek isi tarah hamne jis jati me janam liya hain jaise dhimar manjhi mallah nishad etc to hame apni jati dharma ka palan karna chahiye ye nahi hum or caste ke title apne naam ke sath lagaye apni caste se sambandhit title ko hi naam ke sath lagana chahiye matlab jati ko chhipaye nahi jaise [kashyap] common title hain ise koi bhi laga sakta hain daro mat dheeraj rakho dheere-2 sab theek ho jayega kyoki sab ishwar ke ansh hain.
Kyoki gita ke [ch-3 slok-35] me yogiraj sri krishan ji ne bhi kaha hain ki dusro ke dharma ki apeksha apne dharma me jayada dosh hone par bhi apna dharma ati uttam hain apne dharma me to marna bhi kalyan karak hain or dusro ka dharma bhaya ko dene wala hain.
Haan itna to jaroori hain ki apni jati me jo buraiya hain une door karne ki koshish karni chahiye jaise ashiksha andhvishvas berojgari nasha ityadi ko door karna.
Hum sabhi ka yaha karttavya hain ki hum khoob achchhi prakar se padhe likhe sahi kaam kare jisse hum apna jeeevanstar sudhar sake.
Yadi future me government jativad khatam karne ke liye koi vishesh kanoon banati hain tab jativad swatha hi khatam ho jayega us samay kanoon sab ke liye barabar hoga.
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete[Tips to a easy life]
ReplyDeleteBhaiyo evam bahano kisi bhi aise vyakti se, jisse hamara dainik jeevan me achchha sambandh ho, aise vyakti se sambandh khatam kar dena duniya ki sabse khatarnak chizo me se ek hain. kyoki isse shareer evam man kamjor pad sakta hain. isliye chhoti-2 bato ka bura mankar kabhi sambandh khatam nahi karna chahiye beshak aap sambandh kam karke hay hello tak le aaye par sambandh khatam na kare.
Know your Fundamental Rights (moilk adhikaar) and fundamental duties.
ReplyDeletePriya bhaiyo evam bahano hame indian constitution me varnit Fundamental rights and fundamental duties ka pata hona chahiye.fundamental right jnhe jeene ka adhikaar bhi kahate hain ine janna bahut jaruri hain. kyoki inke jane bina ek manushaya bina paira(foot) wale vyakti ke samaan hain. Maan lijiye aap kisi sarvajanik sthan jaise sadak, park ityadi me ghoom raha ho ya khade ho or koi vyakti aap se kahe ki bhai aap yaha par mat khade ho to aap unse pyaar se itna kaha dena ki bhai sarvajanik chizo ko istemaal karne ka adhikaar to har bhartiya ka molik adhikaar hain. Aap hame mana nahi kar sakte.ye six adhikaar hain.
{1} Samanta ka adhikaar{2}swatantrata ka adhikaar{3}shoshan ke viruddh adhikaar{4}dhaarmik swatantrata ka adhikaar{5}sanskratik evam shiksha ka adhikaar{6}samvedhanik upcharo ka adhikaar !
Isi tarah hame fundamental duties ka bhi achchhi prakar palan karna chahiye.